3253 Hand Cart Hath Gaadi zapt kiya BMC ne 2 week ke No Hawking Drive main

  • December 02, 2019

3253 Hand Cart (Hath Gaadi) zapt kiya BMC ne 2 week ke No Hawking Drive main 

16 November 2019 se chal rahe BMC ke No Hawking Drive main BMC ne alag alag jagha se 3253 illeagle Hath Gaadi (Hand Cart) seized kiye 

Sabse zyada BMC Ward K East se 319 hath gaadi zapt ki gayi

Har saal illeagle hath gaadi zapt karne ke baad hawkers se fine lekar lauta diya jata tha iss baar zapt ki gayi sabhi illeagle haath gadi ko JCB se crush kar ke toda jayega 

Gallinews.com
Please Subscribe and Press Bell Icon
Of New Gallinews India YouTube Channel
https://www.youtube.com/c/GallinewsIndia

You May Also Like

Comments (2)

  • - SHAIKH nasir

    Bilkul sahi kiya BMC NE

  • - Faiz shaikh

    Garib ki waat lagao unko koi jaga de do na haath gaadi laga ne

Leave a Comment