10 Tola Gold and 1.44 lakhs ki House Breaking At Govandi Shivaji Nagar
Govandi Plot No.27 C-9
Road No. 2 shivaji nagar (Hasan Khan)ke ghar hui chori.Family Ghar lock kar ke hospital gayi thi.jiska faida choro ne uthaya aur cupboard ka locker tod kar kiya chori.
Hasan Khan(Owner) ka kehna hai approx 1.44 lac cash aur 10 tola sona chori hui hai.
Choro ne sirf cupboard ko toda baki ghar ke samaan ko haath nahi lagaya
Wahi Kal raat Dr zakir husain nagar main bhi is tarha Ghar ka lock thod Kar hui thi chori jab ghar wale Bahar Gaye hue the
Govandi Mankhurd main chori aur murder jaise crime bhadte ja rahe hai jis se logo me dar ka mahol bana hua hai.
Dr Zakir nagr me Kal ki hui chori main Ghar walo ne koi bhi police compalaint nahi ki.
Shivaji nagar police investigation matter
IO:Supriya pawar
(For More IMP News) like and follow on
https://m.facebook.com/gallinews/
https://twitter.com/gallinews?s=08
https://www.youtube.com/user/gallinews



