10th standard ke student ne fail hone par apne Ghar main Kiya suicide at Govandi
Baiganwadi plot 34 road no 13 par rehana wale Aahad Ansari (15) ne apne Ghar main suicide kar Kiya
Aj Dhopher 2pm ya mamla samne Aya jab maa apne apni behan ke Ghar se wapas ayi tabhi Ghar main malum pada ki Aahad ne apne Ghar ke (kothmahala) under floor , par ruppatte se khud ko hang kar Liya tha
Ghar walo ke mutabik Aahad ne aj apne 10th ka result dekha jisme wo fail hogaya tha Jiske baad usne ya kadam uthaya
Aahad Ansari ek garib Ghar se taluk rakhta hai Jiske pita phele gujar chuke hai aur ek bada Bhai hai Jo Ghar se alag rehata hai aur Ghar ka kharcha maa ke kandhe par rehata hai
Dead body ko PM ke Liya Hospital bheja Gaya hai Shivaji nagar police mamle ki janch kar rahi hai
Gallinews.com
Please Subscribe and Press Bell Icon
Of New Gallinews India YouTube Channel