24 Ghante Ka Water Cut Announced by TMC
View this post on Instagram
Thane Municipal Corporation ne Announced kiya hai 24-hour water shutdown 26 Nov, subah 9 baje se 27 Nov, subah 9 baje tak, pipeline works ki wajah se.
Kaam Indiranagar Water Tank aur uske surrounding pipeline areas mein hoga.
Jo areas puri tarah offline rahenge:
Indiranagar Jalkumbh,Srinagar Jalkumbh, Warlipada Jalkumbh, Kailasnagar Reno Tank, Rupadevi Jalkumbh + Rupadevi Reno Tank, Ramnagar Jalkumbh ,Yeoor Air Force Area Jalkumbh ,Lokmanya Jalkumbh
TMC ne appeal ki hai ki log pani bachakar use karein kyunki cut ke baad 1-2 din low pressure ka chance hai.



