6.81 Lakh ke Banned gutkha se bhari gaadi seize kar 1 ko arrest kiya gaya at Bhiwandi
Narpoli Police Station ko khabar milne par Bhiwandi ke Mankoli bridge ke pass se ek Tempo truck par raid kar le Rs 6.81 lakh ka Banned gutkha baramad kiya gaya
Police ne 25yrs old Tempo Truck Driver ko arrest kiya jo Bihar ka hai filhal Mumbai ke dharavi area main rehta hai
Police Gutkha kahan se aaya aur kahan ja raha tha iska pata laga rahi hai