60 Lakhs Old and Banned Note of Rs 500 and Rs 1000 Exchange Karne ke Liye SC May Petition File
Arushi Jain 22 & Apurv Jain 25 ke Parents ke Lockers se 60 Lakhs ke Rs 500 and Rs 1000 Old Notes Nikle.
Dono Minor thy jab in ke parents ki Death hui thi
Jab who major Hue toh Sucession Court ke Orders Dated March 17 2017 se Bank ke locker ko khola gaya jisme Rs. 60 lakhs ke Rs 500 and Rs 1000 ke demonetised note nikli.
Bank locker khulne ke baad bhi rupees sucssesion court me jama the.
April main Government ne Supreme Court ko bataya ke wo 30 Dec 2016 aur NRI ke liye 31 March 2017 ke baad koi bhi Demonetised Currency ko exchange nahi karege.
Haal hi me Centre se SC ne jawab manga tha ki Genuien case me demonetised note kya Government exchange karegi is ke jawab me centre ne SC ko kaha ki wo aisa nahi karegi.
Aise 2 aur Case SC me pending hai
1st case Faridabad ka hai jisme ek couple ke 83 thousand old notes unke dad ki death ke baad locker se nikle the
In another case 2013 me Abhishek Shukla bookie IPL Spot fixing ke dauran 5.5 lakh investigation me seized huye the jiske baad usne SC se exchange ki permission maangi.
A bench of Chief Justice JS Khehar and Justice D Y Chandrachud sought the response of the finance ministry and RBI within four weeks.
(For More News Updates) follow on
https://m.facebook.com/gallinews
https://twitter.com/gallinews
https://www.youtube.com/user/gallinews
https://www.instagram.com/gallinews_com