BMC Water Cut – 28 May Ko 15 Percent Water Cut Kiya Jaayega Jiss Se Mumbai Ke Kayi Hissoon Me Paani Kam Aayega
BMC Water Cut – 28 May Ko 15 Percent Water Cut Kiya Jaayega Jiss Se Mumbai Ke Kayi Hissoon Me Paani Kam Aayega
View this post on Instagram
BMC Ne Bataya Ke Aane Wale Week Me Wednesday 28 May Ko Panjrapur Pumping Station Ke Maintenance Ka Kaam Kiya Jaane Wala Hai
Iss Maintenance Work Ke Chalte BMC Water Supply Me 15 Percent Ki Katoti Karegi Jiss Se Mumbai City Aur Mumbai Eastern Suburb Ke Aksar Areas Affected Honge
Yeh Areas Honge Affected
Poora F South Ward Aur Poora F North Ward, Ke Sath T Ward Ke Mulund Me East Aur West Ka Area, S Ward Me Bhandup, Nahur, Kanjurmarg Aur Vikhroli (East) Ka Area,
N Ward Me Vikhroli, Ghatkopar East Aur West Ka Area, L Ward Me Kurla East Ka Area, M East Poora Ward Aur M West Ward Poora Ward Affected Hoga
BMC Ne Appeal Kiya Hai Ke Paani Ek Din Pehle Store Karen Aur Paani Sambhal Kar Use Karen
BMCWaterCut, MumbaiWaterSupply, PanjrapurPumpingStation, FSouthWard, FNorthWard, Mulund, Bhandup, Kanjurmarg, Vikhroli, Ghatkopar, Kurla, MEastWard, MWestWard, WaterMaintenance, BMCUpdate, MumbaiNews, BMCNotice, MumbaiResidents, WaterSupplyUpdate



