Amitabh Bacchan ne Kamla Pasand Paan masala ke advertisement se khud ko hataya company ka liya hua paisa bhi lauataya
Amitabh Bachchan ne apni Birthday ke din Kamla Pasand Paan masala advertisement main kaam na karne ka ailaan kiya aur khudko sabhi Advertisement se hataya sath hi Ad ke liye mile hue paise bhi lauta diye
Amitabh Bachchan ka Kamala Pasand Paan Maslaa ka Advertisement Tv par aane ke baad social media par logon ne narazgi jatayi thi jiske baad cancer awareness se jude kuch bade NGO ne bhi Amitabh Bachchan se request kiya tha