All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli

Assembly Speaker Rahul Narvekar Ne Hazrat Moin Miyan Se Mulaqat Kiya At Bilal Masjid South Mumbai

Assembly Speaker Rahul Narvekar Ne Hazrat Moin Miyan Se Mulaqat Kiya At Bilal Masjid South Mumbai

Aaj Juma ke din Maharashtra Assembly Speaker Rahul Narvekar ne President All India Sunni Jamiat Ulema Syedul Shah Maulana Moinuddin Ashraf (Moin Miyan) se South Mumbai ki Bilal Masjid me mualqat kiya

GALLINEWS SHORTS PRESS LINK 

Hazrat Moin Miyan ne Rahul Narvekar ka garm joshi se wellcome kiya

Rahul Narvekar aur Hazrat Moin Miyan ki beech hui iss meeting me State me badhte nashe ke karobar ke roktham aur iss se badhne wale khatre par charcha kiya

Nayi Peedhi ko iss nashe ke khatre se kaise roka jaye aur specially Muslims samaj me tezi se badh rahe Drugs mafiyaon par control karne ki chracha ki gayi

Aaj ki mulaqat me state ke waqf board ki property hadapne wale aur maujooda waqf property ko sambhalne par bhi charcha hui

 

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading