All News

Aurangabad Airport ka naam Change hokar ab Sambhaji Maharaj Airport Rakha jaega

Aurangabad Airport ka naam Change hokar ab Sambhaji Maharaj Airport Rakha jaega 

Chikhalthana area mai Aurangabad airport ka naam change karke Sambhaji Maharaj Airport rakha jaega 

Maharashtra Government ne Naam Change karne ka approval de diya hai 

Chattrapati Shivaji Maharaj ke Bete hai Sambhaji Maharaj 

State Cabinet Meeting mai ye Decision Liya gaya . CM Uddhav Thackeray ne kaha ki Municipal Corporation mai Resolution paas hogaya hai naam badalne ka 

Wahi Aurangabad Ka naam Change karke Sambhajinagar Rakhne ki bhi maang hai
 

Gallinews.com
Please Subscribe and Press Bell Icon
Of New Gallinews India YouTube Channel
https://www.youtube.com/c/GallinewsIndia

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading