All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli

Aurangzeb Aur Narendra Modi Wale Bayan Par BJP Ne Shiv Sena UBT MP Sanjay Raut Ke Khilaf ECI Ko Complaint Kiya

Aurangzeb Aur Narendra Modi Wale Bayan Par BJP Ne Shiv Sena UBT MP Sanjay Raut Ke Khilaf ECI Ko Complaint Kiya

Desh Mein Loksabha Election Ki Dates Announce Hogayi Hai Aur Acharsahinta Logon Ho Chuki Hai Iss Dauran Shiv Sena (UBT) MP Sanjay Raut Ne Aurangzeb Aur PM Narendra Modi Ko Lekar Bayan Diya Tha

Iss Bayan Ko Lekar BJP Ne Election Commission of India Ko Letter Likha Kar Sanjay Raut Ke Khilaf Karwai Karne Ki Maang Kiya Hai

BJP Ne Apne Complaint Letter Me Likha Sanjay Raut Ne Kaha Hai Ke Narendra Modi Ka Jahan Janam Hua, Ussi Ke Paas Aurangzeb Paida Hua Tha, Isliye Aurangzeb Ki Mansikta Ke Sath Hamare Upar Hamla Hota Hai

BJP Ne Iss Derogatory Remarks Par Shikayat Karte Hue Action Ki Maang Ki Hai

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading