Babasaheb Ambedkar Jayanti Ke Mauqe Par BMC Ne Mumbai Me Alag Alag Jagha Arrangements Kiya
Bharat Ratan Dr. Babasaheb Ambedkar Ki 134th Birth Anniversary Ke Mauqe Par Aaj 14 April Ko BMC Ne Mumbai Ke Dadar Chaityabhoomi, Rajgruha Aur Dusri Jagha Par Aane Wale Logon Ki Safety Aur Security Ke Sath Peene Ka Paani, Medical Emergency Aur Saaf Safai Ka Arrangements Kiya Hai.
View this post on Instagram
Contents
Babasaheb Ambedkar Jayanti Ke Mauqe Par BMC Ne Mumbai Me Alag Alag Jagha Arrangements KiyaBharat Ratan Dr. Babasaheb Ambedkar Ki 134th Birth Anniversary Ke Mauqe Par Aaj 14 April Ko BMC Ne Mumbai Ke Dadar Chaityabhoomi, Rajgruha Aur Dusri Jagha Par Aane Wale Logon Ki Safety Aur Security Ke Sath Peene Ka Paani, Medical Emergency Aur Saaf Safai Ka Arrangements Kiya Hai.
Babasaheb Ambedkar Jayanti Ke Mauqe Par Badi Taddad Me Log Dadar Chaityabhoomi Visit Karte Hain, Iss Baat Ko Dhyan Me Rakhte Hue BMC Ne Poori Tyaari Ki Hai.
BMC Ne Control Room Banaya Hai, Lighting Ka Bandobast Ke Sath Mobile Toilets, Sanitation Services, Medical Aid Centres Aur Fire Brigade Ki Teams Bhi Tainaat Ki Gayi Hai.
BMC Commissioner Aur Administrator Bhushan Gagrani Ne Pehle Hi Sabhi Concern Officials Ko Poori Tyaari Karne Ka Aadesh Diya Tha Jisse Ke Logon Ko Koi Takleef Na Uthana Pade.