Bangladeshi Aur Rohingya Kehne Se Religion Or Religious Beliefs Hurt Nahi Hota Mumbai Police Ne Bataya Bombay High Court Ko
Iss Saal Loksabha Election Ke Kuch Month Pehle Mumbai Aur Mira Road Me Hui Alag Alag Dharmik Sabhao Me Diye Gaye Bayan Par BJP Leaders Nitesh Rane, T. Raja Singh Aur Geeta Jain Ke Khilaf Hate Speech Mamle Ko Lekar Bombay High Court Me Case Darj Kiya Gaya Tha

Ghatkopar, Malwani, Mankhurd Aur Kashimira Police Station Me Darj FIR Me Sirf Mankhurd Police Ne Section 295A Lagaya Hai
Section 295A Bhartiyon Ya Bharat Me Kisi Bhi Dharm Ki Bhavnao Ko Jaanbujh Kar Thesh Pohanchane Se Related Hai
Rane Aur Jain Ka Bhashan Bangladeshi Aur Rohingya Ke Khilaf Tha Jo Aur Yeh Log Indian Nahi Hain Yeh Log India Me Illegal Enter Hue Hain, Iss Liye Bangladeshi Rohingya Kehne Par Kisi Bhi Indian Ya Kisi Bhi Religious Ki Bhavna Ko Thess Nahi Pohanchti, Mumbai Police Ne Bombay High Court Ko Bataya Aur
Bombay High Court Ke Bench Of Justice Revathi Dere Aur Justice Shyam Chandak Ne Sarkari Vakil Ki Iss Daleel Ko Mana