All NewsBreaking NewsMumbai

BEST Bus Me travel Kar Rahi Mahila Ki Death Hui At Dharavi, Mahila Sion To Plaza travel Kar Rahi Thi

BEST Bus Me travel Kar Rahi Mahila Ki Death Hui At Dharavi, Mahila Sion To Plaza travel Kar Rahi Thi

BEST bus se Sunday ki shaam Sion se plaza ke liye travel kar rahi Mahila passenger achanak behosh hokar seat se gir gayi

GALINEWS SHORTS PRESS LINK 

Behosh Mahila ko seat se girte dekh Bus Conductor help ke liye aaga aaya aur Mahila ko Sion hispital lejaaya gaya medical treatment ke liye jahan doctor ne mahila ko dead declare kiya

Mili jankari ke anusar jab bus Dharavi pohanchi thi tabhi mahila behosh hokar seat se giri thi

Mritak Mahila ka naam Suman Pandurang Hajare bataya jaa raha hai jinki age 6p yrs thi

Doctors ke anusar Time of death 4 bajkar 45 minute bataya jaa raha hai

Death ki wajha abhi saamne nahi aayi

 

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading