All NewsBreaking NewsMumbai

Bharat Gaurav Tourist Train Kal Se Shuru Hogi Mumbai Se South India Darshan Kare Sakenge Log

Bharat Gaurav Tourist Train Kal Se Shuru Hogi Mumbai Se South India Darshan Kare Sakenge Log

Mumbai CSMT se kal 17 November ki subha 4.50 se shuru horahi hai Bharat Gaurav tourist train wapas Mumbai 25 November ki shaam 4.15 ko Mumbai lautegi


Bharat Gaurav tourist train subha Mumbai se hote hue Thane, Kalyan, Karjat, Lonavala, Pune, Daund, Kurduwadi, Solapur, Kalaburagi, Renigunta, Kanyakumari, aur Kochuveli tak ka safar karegi aur same route se return Mumbai lautegi

Iss train se travel karne par India ka cultural aur religious heritage dekhne samjahne milega, yeh train ek complete tour package jaise chalayi jaa rahi hai jisme rehna, khana aur transport include hai

Train ke tickets rate ki baat karen toh isme 3 alag alag packeges hain Economy, Comfort, aur Deluxe packages jisme budget anusar aap booking kar sakte hain

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading