Old Breaking News
CM Eknath Shinde ko Jaan se maarne ki dhamki mili amin aisi dhamki sa nahi darta kaha Shinde ne
CM Eknath Shinde ko Jaan se maarne ki dhamki mili amin aisi dhamki sa nahi darta kaha Shinde ne
Maharashtra CM Eknath Shinde ko jaan se maarne ki dhamki mili iss par CM Eknath Shainde ne bayan diya ke main aisi dhamkiyon se nahi darta, Mujhe kaam karne se koi nahi rok sakta
Sath hi kaha ke aisi baaton par dhayn mat do humara home deaprtment aur Home Minister Devendra Fadnavis iss tarah ki dhamkion ko handle karne ke liye capable hain
CM Eknath Shinde ko jaan se maarne ki dhamki milne ke baad umke ghar ke pass security badha di gayi hai

