All NewsBreaking NewsMumbai
Delhi High Court Ne Afzal Guru Aur Maqbool Bhat Ki Qabr Hatane Ki Arzi Kharij Ki.
Delhi High Court Ne Afzal Guru Aur Maqbool Bhat Ki Qabr Hatane Ki Arzi Kharij Ki.
View this post on Instagram
24 September 2025 ko Delhi High Court ne ek PIL ko dismiss kar diya jisme demand ki gayi thi ki Afzal Guru aur Maqbool Bhat ki qabr, jo Tihar Jail ke andar hai, use hata kar bodies unke families ko di jaye. Court ne kaha ki petition mein is baat ka koi strong proof nahi diya gaya hai jo is demand ko justify kare.
Jab Court ne petitioner se evidence manga to woh case wapas lene par majboor ho gaya. Is wajah se PIL ko “dismissed as withdrawn” kar diya gaya.
Is faisle ke baad clear ho gaya hai ki Afzal Guru aur Maqbool Bhat ki graves jail ke andar hi rahengi aur unhe shift karne ki permission nahi di gayi.



