Devendra Fadnavis ne Ajmer Dargah mai Chadar Pesh karne ke liye bheji
Hazrat Khwaja Moinuddin Chisty Ajmeri ke 808th Urs par EX CM Devendra Fadnavis aur BJP Mumbai President Mangal Pranhat Lodha ne Chadar Bheji
Haji Haider Azam aur Dr Ahmed Rana ko Chadar bhet kiya aur Dargah Sharif mai Chadar pesh karne ke liye di
Aur Dua ki ke India mai Sukh Shanti aur Bhai chara Bana Rahe



