Diwali Ke Mauqe Par Kharab Material Se Bani Milawati Mithai Worth Rs 31 Lakh Ki Zabt Kiya Police, FDA Ne At Borivali
View this post on Instagram
Desh Ke Sabse Bade Tyohar Diwali Ke Mauqe Par Log Khushiyan Manane Ke Liye Badi Tadad Me Mithai Kharidte Hain, Khilate Hain Aur Gift Karte Hain
Iss Mauqe Ka Fayda Uthakar Low Quality Material Use Karke Unhygienic Tarike Se Mithai Banakar Zyada Fayde Ke Liye Kuch Logon Ne Health Se Khel Kiya
Borivali Police Economic Offences Wing Ko Khabar Milne Par Food And Drug Administration (FDA) Ke Sath Daulat Nagar Ke M/s Maa Ashapura Sweets Shop Par Raid Kiya
Police Ne Iss Raid Me Kharab Kaju Aur Adulterated Products Se Unhygienic Tarike Se Banayi Rs 31 Lakh Ki Kaju Katli Sahit Dusri Mithai Ka Material Bhi Zabt Kiya Aur Owner Ke Khilaf Case Darj Kiya
Police Ke Seized Saaman Me 1,123 Kg Kaju Ka Powder, 3,809 Kg Kaju, 3,369 Kg Kaju Katli, 28 Kg Mithai Aur 58 Kg Ghee Shamil Hai