Diwali Ke Phatake Raat 10 Baje Tak Hi Phod Sakenge Mumbaikars, By Order BMC
View this post on Instagram
Desh Ka Sabse Bada Tyohar Diwali Ke Mauqe Par Log Khushiyan Manate Hain, Mithaiyan Bant-te Hain, Diya Jalate Hain Aur Phatake Phodte Hain.
Mumbai Me Badhte Air Pollution Aur Khara Air Quality Index (AQI) Ko Dhyan Me Rakhte Hue BMC Ne Iss Saal Raat 10 Baje Tak Hi Phatake Phodne Allow Kiya Hai.
BMC Ne Phatake Phodne Ke Time Restriction Par Logon Ko Amal Karne Ki Appeal Ki Hai Aur Isske Liye Sabhi 26 Wards Me Flying Squad Ko Tainat Karne Ki Baat Kahi Hai, Jo Logon Par Nazar Banaye Rakhenge.