All NewsBreaking NewsMumbai
Eid-ul-Adha Mubrak Wish Kiya PM Narendra Modi ne, sabhi log khush aur Healthy rahen

Eid-ul-Adha Mubrak Wish Kiya PM Narendra Modi ne, sabhi log khush aur Healthy rahen
Aaj desh bhar me Eid-ul-Adha ka tyohar manaya jaa raha hai, iss mauqe par desh ke pardhan mantri PM Narendra Modi ne Eid-ul-Adha ki mubarkabad diya social media par
PM Modi ne Eid-ul-Adha ki mubarkabad dete hue iss avsar par samaj me ekta ke bandhan ko aur mazboot hone aur sabhi logon ko khush aur Healthy rahne ka sandesh diya
Greetings on Eid-ul-Adha! May this special occasion further cement the bonds of harmony and togetherness in our society. May everyone be happy and healthy.



