Old Breaking News
Faizabad Railway Junction ka naam ab Ayodhya Cantt hogaya Central Govt ne approve kiya
Faizabad Railway Junction ka naam ab Ayodhya Cantt hogaya Central Govt ne approve kiya
Uttar Pardesh CM Yogi Aditynath ne Faizabad Railway Station ka naam Ayodhya Cantt rakhne ka purposal daala tha jise Central Government ne approv kar diya Faizabad Railway Junction ab Ayodhya Cantt kehlaya jayega
Iss se pehle Yogi sarkar ne Allahabad ka naam badlakar Prayagraj kiya tha aur Mughalsarai railway junction ka naam badalkar Pt Deen Dayal Upadhyay junction kiya tha


