All NewsBreaking NewsMumbai

Fishing Boat Doobi Madh Versova Samundra me boat me sawar 2 log doobe Serach operation jaari

Fishing Boat Doobi Madh Versova Samundra me boat me sawar 2 log doobe Serach operation jaari

Mumbai ke samundri kinara Versova Malad Madh ke pass Pratham namak ek 20ft lambi fishiing boat doobi beeti raat

 

GALLINEWS SHORTS NEWS PRESS LINK

 

 

Boat me 3 log sawar they jisme se boat owner Vijay Bhamaniya paani me tairte hue kinare aagaya aur 2 log paani se bahar hi nahi aaye

Hussain Bhandari aur Vinod Goyal namak 2 boat sawar log abhi bhi laapata hain

Search operation jaari hai

 

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading