All NewsBreaking NewsMumbai
‘Neha’ Nikla Bangladeshi Abdul Kalam, 28 Saal Se Fake Identity Se Tha India Mein

‘Neha’ Nikla Bangladeshi Abdul Kalam, 28 Saal Se Fake Identity Se Tha India Mein
Bhopal ke Budhwara area mein ‘Neha Kinnar’ ke naam se jaani jaane wali ek transgender shakhs, jo 8-10 saal se wahan rehti thi, asal mein Bangladeshi national Abdul Kalam nikla
View this post on Instagram
Bhopal Police ne 15-16 July 2025 ki raat intelligence-led operation mein Abdul ko detain kiya, jo 28 saal se India mein illegal tareeke se reh raha tha.
Abdul ne 10 saal ki umar mein Bangladesh se India mein entry ki, 20 saal Mumbai mein bitaye, aur phir Bhopal ke Mangalwara aur Budhwara areas mein ‘Neha’ ban kar transgender community ka hissa bana.



