Haye yeh Garmi Friday raha sabse garam din iss season ka 36.4 degree at Mumbai
Mumbai main Friday ka din 36.4 degree ke sath iss season ka sabse garam din raha
Mausam department ne iss saal ka Monsoon khatam hone ka ailan kar diya hai jiske baad October ki Garmi shuru ho gayi jiska asar Mumbaikars ko dikh raha hai