All NewsBreaking NewsMumbaiSPORTS GALLI
India Vs Pakistan Mega Muqabla 2 Sep Ko Hoga Srilanka Me, Asia Cup 2023 Schedule Aaya Saamne
India Vs Pakistan Mega Muqabla 2 Sep Ko Hoga Srilanka Me, Asia Cup 2023 Schedule Aaya Saamne
Pichle kuch month se chal raha tha ke kiya Team India Asia Cup 2023 me pakistan jaakar khelegi ? Aakhir me beeti shaam Asia Cup 2023 ka schedule release ho gaya
GALLINEWS SHORTS PRESS LINK
View this post on Instagram
Iss saal Asia Cup 2023 Pakistan aur Sri Lanka host kar rahe hain jisme 6 team hongi 2 Groups me
Group A me Pakistan, India aur Nepal
Group B me Bangladesh, Afghanistan and Sri Lanka
30 August se shuru hone wale Asia Cup 2023 ka pehla match Pakistan Vs Nepal ke beech Multan me khela jayega
Team India ki bhidat Pakistan se 2 September ko Srilanka ke Kandy me hogi
Final Match September 17 ko Srilanka ke Colombo me khela jayega

