All NewsBreaking NewsMumbai
Kopar-Khairane Se Pandharpur Jaa Rahi Bus Thane-Belapur Road Par Accident, Kai Yatri Ghayal
Kopar-Khairane Se Pandharpur Jaa Rahi Bus Thane-Belapur Road Par Accident, Kai Yatri Ghayal
View this post on Instagram
Mumbai ke Kopar-Khairane se Pandharpur ke liye ja rahi Tourist bus aaj Thane-Belapur Road ke “Reliance Hospital” ke paas Accident ho gaya.
Aisa bataya Jara hai ki is durghatna me kuch yatri ghayal huye hain aur turant un sabhi ko hospitals me bhijwa Diya Gaya.
Investigation ab chal rahi hai jisme durghatna ka kaaran – driver error, brake fail, speed ya road condition – sab investigate kiya jaa raha hai.



