All News

Kushi Nagar Express Ke Musafiron Ko Lootne Wali Gang Ka Pardafash Kiya Kalyan RPF Ne

Kushi Nagar Express Ke Musafiron Ko Lootne Wali Gang Ka Pardafash Kiya Kalyan RPF Ne

19 August ko Mumbai Se Gorakhpur Jane wali Kushinagar Express ke musafiro ko loot liya gaya tha 

Kalyan – Kasara ke beech raat 11.45 ko Kushi Nagar Express ke general dabbe main ghuskar Dhardar hatyar se dara kar Musafiro ke Mobile, Cash loot liye they 

Kalyan Railway police ne Igatpuri se 6 looteron ko hatyar samet kiya giraftar 

1. Simon Petric Manuel urf Papa
2. Sameer Mushtaq Khan urf Babu
3. Sajmul Salim Sayyed urg Taif
4. Bhushan Dhoudmal urf Manya
5. Kishor Giri 
6. Deepak Kharat 

Sabhi 6 aaropiyon ki age 19 yrs hai aur sabhi igatpuri stattion par hawking (Pheriwala) ka kaam karte hain 

RPF ne Lootmar main use hone wale hatyar 4 Koyta, Rs.13450/- Cash, loote hue Rs. 22500/- ka 3 Mobile zabt kiya 

Gallinews.com

Please Subscribe Gallinews New YouTube Channel and

Press Bell Icon to get Regular Update Press Link & Subscribe

https://www.youtube.com/c/Gallinews24X7

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading