Maharashtra Mein 3 Se 15 August Tak Organ Donation Drive, Sarkar Ka Bada Kadam.
Maharashtra Mein 3 Se 15 August Tak Organ Donation Drive, Sarkar Ka Bada Kadam.
View this post on Instagram
Maharashtra sarkar ne organ donation ko badhava dene ke liye ek bada kadam uthaya hai.
3 August se 15 August tak poore state mein Organ Donation Fortnight manaya jayega.
Is muhim ka maksad hai logon mein jaagrukta lana aur un galat dharnaon (myths) ko door karna jo organ donation se judi hoti hain.
Public Health Minister Prakash Abitkar ne Mumbai mein ek high-level meeting ke dauraan kaha ki yeh muhim ek public movement banegi, jisse hazaaron mareezon ko nayi zindagi mil sakti hai.
OrganDonation, MaharashtraHealth, PublicAwareness, HealthInitiative, OrganDonationDrive, PrakashAbitkar, DonateOrgans, LifeSaver, PublicHealthCampaign, OrganDonationFortnight, HealthForAll, MaharashtraNews, HealthcareReform, MumbaiUpdates, MedicalAwareness, GovernmentInitiative, OrganDonationMyths, ZindagiKaTohfa, NayiZindagi, HealthMatters



