All NewsBreaking NewsMumbai

Mumbai Local Life Line Ya Death Line – 15 saal me 45 Hazar se zyada logon ki death hui Railway haadse me

Mumbai Local Life Line Ya Death Line – 15 saal me 45 Hazar se zyada logon ki death hui Railway haadse me

 

Mumbai ki life line mani jaane wali Local Tarin se travel karne walon ka bheed se ya alag alag reason se haadse me marne walon ka figure saamne aaya hai jo Chukane wala hai

Mumbai Local haadse se logon ki badhti death ko lekar Yatin Jadhav namak shaks ne Bombay High Court me Yachika file kiya tha jiski sunwai Chief Justice Devendra Kumar Upadhyay and Justice Amit Borkar ki bench kar rahi hai

Iss case ki sunwai ke dauran Railway ne bataya ke Central aur Western Railway Local Train service se pichle 15 saal me 45 hazar se zyada logon ki death hui hai

Issme Train se girne se, Railway track cross karne se, Accidental haadse hone se, Railway ke khanve se takrane se jaise haadse se logon ki death shamil hai

Passenger ki safety aur security ko lekar Court ne Railway ko khub sunaya

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading