All NewsBreaking NewsMumbaiPolitical Galli

Maratha Reservation Andolan Karne Wale Manoj Jarange Patil Ke Khilaf SIT Jaanch Karegi DCM Fadnavis

Maratha Reservation Andolan Karne Wale Manoj Jarange Patil Ke Khilaf SIT Jaanch Karegi DCM Fadnavis

Maharashtra me Maratha Reservation ko lekar pichle kayi mahino se ladai lad rahe Manoj Jarange Patil ke khilaf ab Maharashtra sarkar Special Investigation Team ke zariye jaanch karayegi

Gallinews Shorts News 

Assembly Budget session me Deputy CM Devendra Fadnavis ne kaha ke Manoj Jarange se mera koi lena dena nahi hai lekin unke peeche kon hai kiska hath hai Script kiski hai iss baat ki janch hogi aur poora shadyantra open kiya jayega

Maharashtra Sarakar ki SIT janch par Manoj Jarange ka kehna hai ke main har jaanch ke liye tyaar hoon, main kahin bhaag kar jaane wala nahi hoon, Aane do SIT ko hojane do jaanch Mujhe sabhi Party ke logon ke phone aate they

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading