All NewsBreaking NewsMumbai
Mumbai Cyber Fraud: Retired Tata Hospital Employee Ko Thaga ₹75.5 Lakh – 3 Mahine Ki ‘Digital Arrest’ Scam Mein Ghar Bhi Becha!
Mumbai Cyber Fraud: Retired Tata Hospital Employee Ko Thaga ₹75.5 Lakh – 3 Mahine Ki ‘Digital Arrest’ Scam Mein Ghar Bhi Becha!
View this post on Instagram
Ek 69 saal ke retired Tata Hospital employee ko shocking ‘digital arrest’ scam mein phansa liya gaya, jahaan cyber fraudsters ne Delhi Police ke naam par usko 3 mahine tak daraaya aur ₹75.5 lakh thag liye
Victim BDD Chawl mein janam se rehta hai, family ke saath – uska beta ab Tata Hospital mein kaam karta hai aur ghar chalata hai.
Yeh scam 22 August ko shuru hua, aur victim ne ghar bech kar bhi fraudsters ko paise bheje.
Complaint Central Region Cyber Police Station mein darj hui hai, aur Janch chal rahi hai.



