Mumbai Mausam – Maharashtra me kayi jagha Baarish ki sambhavna, Mumbai me Garmi se log behal
View this post on Instagram
Garmi ke mausam me desh ke kayi ilakon me mausam badla hua hai aur badal ki garaj bijli ki chamak ke sath baarish hone ki khabren saamne aayi hai
Mausam vibhag ki mane toh Bay of Bengal me hawa ka low Pressure banne se desh me kayi jagha baarish ka mahol bangaya hai
Inidian Meteorological Department ne bataya ke Maharashtra ke Nandurbar, Kolhapur, Sangli, Satara, Solapur, Chhatrapati Sambhajinagar, Jalna, Beed. Latur, Dharashiv, Bhandara, Chandrapur, Gadchiroli aur Yavatmal areas me aaj aur kal aane wale dino me baarsih hone ki sambhavna hai
Mumbai ki baat karrne toh Mumbai me log Garmi se behal hain halanke mausam vibahg ne Heat Wave alert khatam kardiya hai
Mumbai me aaj minimum temperature in Mumbai is recorded at 28° degrees celsius aur maximum temperature 35° degrees celsius tak hosakta hai bataya IMD ne
MumbaiMausam, MaharashtraWeather, IMDAlert, RainInMaharashtra, MumbaiHeat, BayOfBengalLowPressure, WeatherUpdate, HeatWaveAlert, MumbaiTemperature, RainForecast, MonsoonUpdate, IMDReport, BaarishAlert, MaharashtraRainNews, MumbaiNews