Mumbai Metro Line 4 Ki Pehli Trial Run Kamyab – Thane Ke Cadbury Junction Se Kasarvadavali Tak, CM Fadnavis Aur DCM Shinde Ne Ki Shuruaat

Mumbai Metro Line 4 Ki Pehli Trial Run Kamyab – Thane Ke Cadbury Junction Se Kasarvadavali Tak, CM Fadnavis Aur DCM Shinde Ne Ki Shuruaat
View this post on Instagram
public transport ko nayi udaan dene wala ek bada kadam! Mumbai Metro Line 4 ki pehli trial run successfully ho gayi hai Thane ke Cadbury Junction aur Kasarvadavali ke beech 10 km ke stretch par, jo Green Line ka hissa hai
yeh event 22 September 2025 ko Monday ko hua, jisme Maharashtra ke CM Devendra Fadnavis, Deputy CM Eknath Shinde, aur Transport Minister Pratap Sarnaik maujood the.
Yeh trial run Mumbai Metropolitan Region (MMR) mein traffic congestion kam karne aur faster connectivity dene ka important milestone hai
Mumbai, MumbaiMetro, MetroLine4, TrialRun, Thane, CadburyJunction, Kasarvadavali, CMFadnavis, DCMShinde, PublicTransport, GreenLine, TrafficRelief, FasterConnectivity, MumbaiNews, BreakingNews, MMR, MetroUpdate



