All NewsBreaking NewsMumbai

Mumbaikars Ke Liye BEST Chalayegi 145 Extra Busses Bhau Beej Ke Mauqe Par 15 November Ko

Mumbaikars Ke Liye BEST Chalayegi 145 Extra Busses Bhau Beej Ke Mauqe Par 15 November Ko

Kal 15 November Bahu Beej/Bhaiya Dooj ke mauqe par Bhai Behen ek dusre ke ghar parivar me jaaye gaye aur miljul kar festival celebarte karte hain


Bahu Beej ke din Mumbai me badhne wale crowd ko dhyan me rakhte hue BEST ne poori Mumbai Navi Mumbai Thane Mira Bahayandar me 145 Extra Busses chalane ka mann banaya hai

Mili jankari ke anusar Mumbai City, East-West Suburbs, Western Express Highway, Mira Road, Bhayander, Marathon Chowk (Thane), Kopri (Thane), Cadbury Junction (Thane), Vashi, Navi Mumbai, Koparkhairane, Nerul, Airoli, Ghansoli Station, CBD Belapur areas me alag alag area wise total 145 extra buses chalayi jayengi

Sath hi Crowd ko control karne ke liye BEST bus stop par hi conductor ko tainat karegi jiss se ke logon ka time bache aur bheed bhi manage ho

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading