Murder At Ghatkopar – Purani Ranjish Ko Lekar Dhardar Hatyaar Se 2 Logon Par Hamla, 1 Ki Death Hui, 4 Arrested

Murder At Ghatkopar – Purani Ranjish Ko Lekar Dhardar Hatyaar Se 2 Logon Par Hamla, 1 Ki Death Hui, 4 Arrested
Mumbai Eastern Suburb Ke Ghatkopar Me Bhattwadi Ke Rehne Wale Paresh Gotal (28yrs) Ka Uske Hi Area Me Rehne Walon Ke Sath Kuch Din Pehle Kisi Baat Par Jhagda Hua Tha.
View this post on Instagram
2 Din Pehle Phir Kisi Baat Ko Lekar Paresh Ka Woh Hi Log Se Behis Hui Jispar Woh Logon Ne Paresh Par Dhardar Hatyaar Se Hamla Kardiya, Jise Bachane Gaye Paresh Ke Bhai Par Bhi Hamla Karke Injured Kiya.
Dono Bhaiyon Ko Hospital Lejaya Gaya Jahan Paresh Ki Death Ho Gayi Aur Bhai Ka Illaj Chal Raha Hai.
Ghatkopar Police Ne Iss Mamle Me Tausif Ansari (25yrs), Karan Shinde (26yrs), Nikhil Kamble (19yrs) Aur Roshan Shirmulla (26yrs) Namak 4 Logon Ko Arrest Kiya Aur Qanooni Karwai Shuru Ki.



