Muslims ke support wale bayan par MP Narayan Rane ne kaha Lagraha hai Ajit Pawar ne Aankh Check karne ka kaam shuru kiya hai
Contents
Mumbai me hue NCP ke Iftar programe me DCM Ajit Pawar ne kaha tha Muslims Bhai Behno ko ankh dikhane walon ko baksha nahi jayega
View this post on Instagram
DCM ke iss bayan par ab BJP Leader MP Narayan Rane ne kaha ke aisa lag raha hai ke Ajit Pawar ne Ankh Check karne ka kaam shuru kiya hai
Dcm Ajitv Pawar ke bayan par CM Devendra Fadnavis ne bhi kaha hai ke Accha kaam karne wale aur Deshbhakt shaks ko koi pareshan karega toh ussko baksha nahi jaayega