Saudi Arab ne Umrah ke liye Entry ki last date 13 April declare kiya, uske baad Hajj ki Tyaari shuru ki jayegi
View this post on Instagram
Iss saal June month me hone wale Hajj ke liye Saudi Arab hukumat ne tyaari shuru kardi hai aur iss month April ke aakhir tak Hajiyon ka qafila Saudi Arab rawana hone shuru hojayega
Saudi Arab ne sabhi Hajiyon ki safety aur security ko dekhte hue har saal ki tarah iss saal bhi Umrah par jaane walon par rok lagana shuru kiya hai
Saudi Arab hukumat ne bataya ke iss saal 15 Shawwal 1446 AH yaani ke Sunday 13 April se Umrah ke liye aane walon ki entry bandh ki jayegi
Aur yeh bhi bataya ke Unrah ke liye aaye sabhi logon ko Saudi Arab se Tuesday 29 April 2025 tak nikal jaana hoga jiske baad Hajiyon ki entry hogi
Umrah2025, Hajj2025, SaudiArab, UmrahEntryClosed, 13AprilDeadline, MakkahUpdates, IslamicTravel, HajjPreparation, MinistryOfHajj, UmrahExit, PilgrimageNews, SaudiRules, MuslimWorld, IslamicEvents2025