Uddhav Thackeray ke sath Vishwasghat hua hai, kaha Jagatguru Shankaracharya Avimukteshwarananda ne
Uttar Pardesh Ayodhya me hue Ram Mandir Pran Partishta programe ke invitation ko reject karne wale Jagatguru Shankaracharya Avimukteshwarananda Mumbai aaye hue hain
Contents
Shivsena UBT ke ghar pooja path karke media se baat karte hue Avimukteshwarananda ne kaha ke sabsa bada Paap Vishwasghat bataya gaya hai
Aapke Uddhav Thackeray ke sath Vishwasghat hua hai, Aur iss baat ka dukh bahut saare logon ke mann me hai
Aaj hum unke anuridh par yahan aaye unhone swagat kiya humne unse yeh kaha ke aapke sath Vishwasghat hua hai iss baat ka dukh h7msabke mann me hai aur jabtak woh phirse Maharashtra ke CM nahi ban jaate tabh tak yeh mann ka dard door nahi hosakta