All NewsBreaking NewsMumbai

Uddhav Thackeray Ne HM Amit Shah Ko Jamkar Sunaya, Kaha Dagabaazi Ki Shurwat Tumhari Party Se Hui At Andheri

Uddhav Thackeray Ne HM Amit Shah Ko Jamkar Sunaya, Kaha Dagabaazi Ki Shurwat Tumhari Party Se Hui At Andheri

Mumbai Suburb Ke Andheri Chatrapati Shivaji Maharaj Stadium Mein Shivsena UBT Ka Melava Tha Jisme Party Parmukh Uddhav Thackeray Ne BJP Leader Union Home Minister Amit Shah Ko Jamkar Sunaya Aur Kaha Kal Jo Kaha Tha Uska Aaj Samachar Loonga Aur Kal Jo Kahenge Uska Bhi Samachar Loonga

Darasal Amit Shah Ne Iss Se Pehel Maharashtra Daura Mein NCP SCP Parmukh Sharad Pawar Ko Aur Uddhav Thackeray Ko Dhoke Baaz Kaha Tha

Jiska Jawab Apne Melava Mein Dete Hue Uddhav Thackeray Ne Indira Gandhi Ke Waqt Ke Jan Sangh Ki Baat Yaad Dilaya Aur Kaha Ke Party Phodne Ka Kaam Uss Waqt Se Jansangh Kar Rahi Hai Yeh Dagabaazi Ki Beej Tumhare Mein Hai Humare Mein Nahi, Dagabaazi Maharashtra Kabhi Kar Hi Nahi Sakta,

Aur Bhi Baatein Amit Shah Ke Khilaf, Maharashtra Mein Bani Mahayuti Ki Sarkar Ke Khilaf Hui

 

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading