Wildlife Trafficking Ka Pardafash Kiya Thane Forest Department Ne At Dombivali, Bahut Sare Reptile Species Rescue Kiye Gaye
View this post on Instagram
Kalyan Forest Department Ne Thane Forest Department Ko Khabar Kiya Jiske Baad Dombivali Ke Ek Flat Par Local Police Ki Madad Se Raid Kiya Gaya
Mili Jankari Ke Anusar Dombivali East Area Me Lodha Casa Bella Ke Savarna Building Me Ek Parivar Ne Rent Par Flat Liya Tha Jahan Forest Department Ne Raid Kiya Aur Bahut Saare Reptile Species Baramad Kiya
Bataya Jaa Raha Hai Ke Iss Raid Se Maharashtra Me Ab Tak Ka Sabse Badi Wildlife Taskari Ka Mamla Ujaagar Hua Hai Jisme Itne Badi Tadad Me Eksath Alag Alag Type Ke Wildlife Animals Baramad Kiye Gaye
Taaza Mili Jankari Ke Mutabiq Faizan Khan Namak Shaks Ne Flat Rent Par Liya Tha Aur Wife Bete Ke Sath Reh Raha Tha
Manpada Police Station Me Animals Prohibited Under The Wildlife Protection Act 1972 Ke Tehat Mamla Darj