All NewsBreaking NewsMumbai

Ziyarat – Hazrat Makhdum Mahmi Ke Mubarak Hathon Se Likhi Hui 600 Yrs Old Quran Shareef Ki, At Mahim Dargah

Ziyarat – Hazrat Makhdum Mahmi Ke Mubarak Hathon Se Likhi Hui 600 Yrs Old Quran Shareef Ki, At Mahim Dargah

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Gallinews India (@gallinews_com)

Mumbai Ki Iconic Mahim Dargah Ke Pir Makhdum Saheb Charitable Trust Ne Bataya Ke Har Saal Ki Tarah Iss Saal Bhi Hazrat Makhdum Fakhi Ali Mahmi (R.A.) Ke Mubarak Hathon Se Likhi Hui 600 Yrs Old Quran Shareef Ki Ziyarat Ramzan Ke Mubarak Mahine Me Karayi Jaayegi.

Pir Makhdum Saheb Charitable Trust Ne Bataya Ke 29 March, Saturday Raat 10:30 Se 2:15 Baje Tak Iss Quran Sharif Ki Ziyarat Logon Ko Karayi Jaayegi.

Aage Bataya Ke 600 Yrs Old Quran Shareef Ki Ink Abhi Bhi Fresh Condition Me Hai Jiske Papers Bright Hain, Jo Apne Aap Me Kisi Miracle Se Kam Nahi.

Dargah Trust Ne Ziyarat Karne Aane Wale Logon Se Appeal Kiya Hai Ke Quran Sharif Ki Ziyarat Ke Waqt Khamoshi Aur Discipline Maintain Rakhen.

Dua Ki Darkhwast.

MahimDargah, Ziyarat, HazratMakhdumMahmi, 600YearsOldQuran, Ramzan, IslamicHeritage, HolyQuran, Mumbai, Mahim, MiracleQuran, SpiritualJourney, Dua, IslamicTradition, HistoricManuscript, Faith, RamzanSpecial

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading