AAP Candidate Junaid Khan Ke Liye Madine Sharif Mein Taje- Millat Huzur Manan Raza khan Sahab Mannani Miya ne Dua Ki
[ads]
View this post on Instagram
AAP party ke candidate Junaid Khan (Ward No. 221) Pydhonie Mumbai ke liye Madine Sharif mein khas dua farmaayi gayi.
Ye dua Shehzada-e-Ala Hazrat, Nawasa-e-Mufti-e-Azam, Taje-Millat Huzur Mannan Raza Khan Sahab urf Mannani Miya, Markaz-e-Ahle Sunnat, Bareilly Shareef ki janib se ki gayi.
Is mauke par aap Candidate ward no 221 Junaid Khan ki kamyabi, aman-o-aman aur awam ki khidmat ke liye bhi dua ki gayi.








