All NewsBreaking NewsMumbai

Ab Macca m Ghare Hira ki ziyarat ho gi asaan.

Ab Macca m Ghare Hira ki ziyarat ho gi asaan.

Adaab aap dekh rahe h Galli news.

Nazreene karam ,

Saudi Arab har baar Hujj aur Umrah k safar ko mazeed asaan banane k liye kuch na kuch naye qadam uthata rehta h taake zaayerin ko kisi bhi qism ki dushwariyo ka samna na karna pade.

Saudi Arab k 6 Adaaro n Gare Hira tak k safar ko aur asaan karne k liye Jble Hira k pass Hira Cultural Center qaayem kiya h jo zaayerin ko Ghare Hira k safar k liye unhe guide karein ge aur zaayerin yaha s personal cab ya car le ka Ghare Hira ja sake ge.

Nazreen,
Ghare Hira ki ziyarat karna bhi hujj k fareeze m s ek fareeza h jise dekhne ki khawahish har musalmaan ko h.

Ghare Hira kyu muqaddas h is ka jawab hamein commenta kar k zarur batayein.aur is tarah ki more updates liye Galli news par bane rahein.

Related Articles

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading