Antop Hill Police Ne 36 Hour Me Arrest Kiya 2 Shatir Chain Snacher Ko
1 Hour Me 3 Jagha Aur 3 Section Me Kiye Aaropi Ne Snatching.
Antop Hill Police K Hadd Me Sec 7 CGS Colony K Pass Raste Me Jaa Rahi Ladies Ka Chain Snatch Kiya Tha Case Registered In Antop Hill 255/2021 Sec 392,34 . Kuch Hi Der Me RAK Police Aur Matunga Police K Hadd Me Bhi Snatching Kiye. Sec 392/34 Aur 392/34 Case Registered Hua Tha.
Sr Pi Prasahnt Raje Ne Antop Hill Police Ko Instruction Diya Aur Team Ne Inquiry Start Kiya. Kokri Agar Naka K Pass Bike Dhund Nikala Police Ne Aaropi Log Ne Kisi Aur Ka Bike Snatching Me Use Kiya Aur 2 Hours Me Wapas Rakh Diya Tha .
Bike Parking K Jagha Se Investigation Karke Dono Aaropi Ko 36 Hr Me Arrest Kiya Gaya.
Under The Supervision Of Zone 4 DCP Vijay Patil. Acp – Ashwini Patil. Sr Pi – Prashant Raje. Api- Jadhav PSI – Zade, PSI Patil,ASI- Baban Jadhav,HC-Chvre,PC-Dhangekar,PC- Patil,PC- Waghmode,Pc Pawar & Team.