Old Breaking News
Mantralay ke pass Lady Advocate ne khud ko jalakar suicide karna chaha security ne bacahaya South Mumbai
Mantralay ke pass Lady Advocate ne khud ko jalakar suicide karna chaha security ne bacahaya South Mumbai
South Mumbai Mantralay ke pass Kal dopehar ke waqt pune ki rehne wali ek mahila advocate ne khud par Kesrosin (Mitti ka tel) daal kar aag lagana chaha jise dekh alert Security staff ne mahila ko pakda
Mahila Advicate ko Marine Lines Police station le jaya gaya jahan Suicide Attempt ka mamla darj kar bail par riha kiya gaya
Mili jaankari ke anusar Mahila Advocate ka Pune ke Shikarpur Police station ko lekar kuch issue hai jisse tangg aakar mahila ne yeh qadam uthaya



