Bhookamp Aaya Japan Me, 6.8-Magnitude Ke Jhatke Lage, Tsunami Ki Advisory Issue Kiya Gaya
Naya Saal 2025 Ka Dusra Bada Bhookamp Monday 13 January Ko Japan Me Aaya, Jiski Raftar 6.8-Magnitude Record Ki Gayi
View this post on Instagram
Contents
Japan Meteorological Agency Ke Mutabiq Local Time 9:19 PM Baje Bhookamp Aaya Tha Jiska Center Southwestern Island Ka Kyushu Area Tha
Island Par Rehne Walon Ko Tsunami Ka Ishara Diya Gaya Hai Aur Advisory Issue Karte Hue Logon Ko Alert Rehne Kaha Gaya Hai
Halanke Bhookamp Ke Itne Tez Jhatke Lagne Ke Baad Bhi Japan Me Koi Jaani Wa Maali Nuqsan Ki Filhal Koi Khabar Nahi Hai
Pichle Hafte India Se Lagkar China, Tibet Me Aaye Bhookamp Me Qareeb 100 Logon Ko Death Hui Thi Aur Structure Damage Hone Girne Se Bahut Nuqsaan Hua Tha