All NewsBreaking NewsFilmy Galli

TV Star Pavitra Jayaram Ki Car Accident Me Death Hogayi At Hyderabad, Bus Ki Car Se Takkar Hui Thi

TV Star Pavitra Jayaram Ki Car Accident Me Death Hogayi At Hyderabad, Bus Ki Car Se Takkar Hui Thi

Popular Telgu aur Kannad TV actress Pavitra Jayaram ki road accident me Sunday ko death hogayi


Mili jankari ke mutabiq Pavitra Jayaram ki car Sunday ko Karnataka Mandya District ke Hanakere se Hyderabad aarahi thi aur Mehboob nagar me ek Bus ki Car se takkar hogayi

Khabron ke anusar tez raftar out of control bus divider se takrakar Car se jaa takrayi

Hadse ke waqt actress Pavitra Jayaram ke sath unki sister Apeksha, actor Chandrakant aur car driver Srikant car me sawar they sabhi log serious Injured hue

Tv serial Tillottama aur Telugu serial Trinayani me apni adaakari se logon ka dil jeeta hai actress Pavitra Jayaram ne jo ab iss duniya me nahi rahi

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading