Halal Meals Muslims Ko Diya Jayega Air India Flight Me, Non Muslims Ko Non Halal Meal Serve Kiya Jayega
View this post on Instagram
Air India Aur Vistara Airlines Merger Hone Ke Baad Ek Aur Badi Khabar Arahai Hai Air India Airlines Ki Taraf Se
Air India Flight Se Travel Karne Wale Hindu Aur Dusre Mazhab Ke Logon Ko Ab Halal Meal Nahi Diya Jayega
Air India Ne Bataya Ke Flight Me Diye Jaane Wala Muslim Meal Jisme MOML Ka Label Laga Hoga Woh Hi Meal Halal Hoga Jo Sirf Muslims Passengers Ko Ya Prebooked Halal Meal Walon Ko Hi Diya Jayega
Khabron Ke Anusar Air India Ne Bataya Ke Saudi Sectors Ki Sabhi Flights Me Halal Aur Halal Certified Food Meal Hi Serve Kiya Jayega, Jisme Jeddah, Dammam, Riyadh, Madinah Airports Shamil Hai Aur Haj Flights Bhi Shamil Hai
Halal Nahi Kahne Wale Logon Ko Ab Non Halal Meal Hi Diya Jayega Air India Ki Flights Me