All NewsBreaking NewsMumbai

Namaz Padhte Hue Heart Attack Aaya, Masjid Me Hi Shaks Ki Death Hui – Viral Video Chiplun Ka Bataya Ja Raha Hai

Namaz Padhte Hue Heart Attack Aaya, Masjid Me Hi Shaks Ki Death Hui – Viral Video Chiplun Ka Bataya Ja Raha Hai

Social Media Par Ek Video Viral Hone Laga Jisme Ek Shaks Masjid Me Imam Saheb Ke Peeche Namaz Padhte Hue Gir Gaya Aur Uss Shaks Ki Death Hogayi

 

View this post on Instagram

 

A post shared by Gallinews India (@gallinews_com)

Pehli Saff Me Khade Hokar Namaz Padh Rahe Shaks Ko Be-chain Halat Me Zameen Par Girte Dekha Ja Sakta Hai, Yeh Poora Manzar Masjid Me Imam Saheb Ke Pass Wale Wall Par Lage CCTV Me Qaid Hua

Iss Viral Video Ko Lekar Aisa Bataya Ja Raha Hai Ke Yeh Video Maharashtra Ke Chiplun Me Gowalkot Road Par Maujood Takya Masjid Ka Hai

Video 19 May 2025 Ki Raat Isha Ki Namaz Ka Bataya Ja Raha Hai Aur Namaz Ki Halat Me Heart Attack Se Death Hue Shaks Ka Naam Yusuf Motlani Bataya Ja Raha Hai

Inna Lillahi Wa Inna Ilayhi Raji’un

Related Articles

Leave a Reply

Back to top button

Discover more from Gallinews India

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading